Music Song Lyrics

Music Lyrics
Browse: 0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
Custom Search
Main Menu
Home
Top Lyrics
Newest Lyrics
Contact
Submit Lyrics
 
Members Area
Remember me
Forgot password
Sign Up




Music Lyrics » » Lyrics - Lyrics


Kaise Karoon Gungaan Lyrics

Kaise karoon gungaan, hey satguru bhagwaan
Kaise karoon gungaan, hey satguru bhagwaan
Kaise karoon gungaan, hey satguru bhagwaan

Paap-taap se hame bachaaya, antar paawan roop dikhaya
Paap-punya ka bandh chuda kar mukta padvi maan

Hey satguru bhagwaan
Kaise karoon gungaan, hey satguru bhagwaan
Kaise karoon gungaan, hey satguru bhagwaan

Jeevan maran ka bhed bataaya, gyan ke ras ko khoob pilaya
Dhyan ke ras ko peekar hamne, amrit liya pachaan

Hey satguru bhagwaan
Kaise karoon gungaan, hey satguru bhagwaan
Kaise karoon gungaan, hey satguru bhagwaan

Andhkaar se baahar nikala, gyan prakaash mein sthit kar dala,
Door hue sab bhram aur bhranti, aisa diya hai gyan

Hey satguru bhagwaan
Kaise karoon gungaan, hey satguru bhagwaan
Kaise karoon gungaan, hey satguru bhagwaan

Hey satguru hey mere daata, satya path ke tum ho pradaata
Satya ki rashimo se ujjwal ho, mera man sujaan

Hey satguru bhagwaan
Kaise karoon gungaan, hey satguru bhagwaan
Kaise karoon gungaan, hey satguru bhagwaan
https://www.elyricsworld.com/kaise_karoon_gungaan_lyrics_anandmurti_gurumaa.html

Deh aatam budhi naash kiya, sakshi roop ka bodh diya
Aatam mein parmaatam paa kar, mukta padvi maan

Hey satguru bhagwaan
Kaise karoon gungaan, hey satguru bhagwaan
Kaise karoon gungaan, hey satguru bhagwaan

Latest lyrics from Anandmurti Gurumaa: You may also like these song lyrics:
Kaun Hoon Main Lyrics
Justaju Lyrics
Mera Sees Guru Charni Tikaya Rehn De Lyrics
Gurudev Daya Kar Do Mujh Par Lyrics
Om Guru Lyrics
Gurudev Ke Brahmgyan Ne Deewana Kar Diya Lyrics
Guru Ki Kripa Hai Niraali Lyrics
Jeevan Ki Ghadiyan Birtha Na Kho Lyrics
Ram Ras Barseyo Ree Lyrics
Zarreh-zarreh Mein Hai Jhanki Bhagwaan Ki Lyrics


We tried to make Anandmurti Gurumaa - Kaise Karoon Gungaan Lyrics accurate, but if you find any mistake in Kaise Karoon Gungaan Lyrics please use the submit lyric link from the left menu to submit the right version. You can also submit Anandmurti Gurumaa Lyrics that are not currently present in our site using the same link. We appreciate that.

Other options:
Kaise Karoon Gungaan lyrics @ songlyrics.com


All lyrics are property and copyright of their owners. All lyrics provided for educational purposes only.
�2004-2011 elyricsworld.com

Lyrics