Badshah in Jail Lyrics
Raat hindole pe baitha ek - 2
Banda rota jhul gaya
Raat hindole pe baitha ek
Banda rota jhul gaya
Padhli aaj kuraan magar main - 2
Aayaton ko bhul gaya
(raat hindole pe baitha ek
Banda rota jhul gaya) - 2
Padhli aaj kuraan magar main - 2
Aayaton ko bhul gaya
Kaahe re kohla ko dhunde hain - 2
Iss makadi ki jaalein mein
Wo bhi baat madina mein hain - 2
Jo hai baat shivaalay mein
Raat hindole pe baitha ek
https://www.elyricsworld.com/badshah_in_jail_lyrics_indian_ocean.html
Banda rota jhul gaya
Padhli aaj kuraan magar main - 2
Aayaton ko bhul gaya