Tajdar-E-Haram Lyrics
Kismat mein meri, chain se jeena likh de,
Doobey na kabhi, mera safina, likh de,
Jannat bhi gawaarah hai, magar, mere liye,
Ae kaatib-e-taqdeer, madina, likh de..
Tajdar-e-haram (x2),
Ho nigaah-e-karam,
Tajdar-e-haram,
Ho nigaah-e-karam,
Hum gareebo ke dil bhi, sawwar jaayenge,
Haan miy-e-bekassa kya kahega jahaan (x2),
Aap ke dar se khaali agar jaayenge..
Koi apna nahi, gham ke maare hai hum,
Aapke dar pe fariyaad, laaye hai hum,
Ho nigaah-e-karam,
Warna chaukhat pe hum (x2)
Aapka naam le le ke, mar jaayenge..
Tajdar-e-haram (x2),
Kya tum se kahu,
Ae Rab ke kunwar,
Tum jaante ho mann ki batiya,
Daar-e-furkat, toh aaye ummi-laqab,
Kaatey na kat ti ab rattiyan,
Tohri preet mein sudh budh sab bisri,
kab tak rahegi yeh bekhabari,
Gaahe big-haan duzdeedah nazar,
Kabhi sun bhi toh lo humaari battiyaan,
Aapke dar se na koi khaali gaya (x2),
Apne daaman koi bhar ke sawaali gaya,
Ho habeeb-e-hazeen (x2) par bhi Aaqa nazar,
Warna auraq-e-hasti bikhar jaayege...
https://www.elyricsworld.com/tajdar-e-haram_lyrics_atif_aslam.html
Tajdar-e-haram (x2),
Maikasho aao aao, madine chaley,
Madine chale (x3)..
Aao madine chale (x2)
Aao madine chale, isi mahine chale,
Aao madine chale..
Tajallio ki ajab hai fizaa madine mein,
Nigah-e-shauq ki hai intehaa madine mein,
Gham-e-hayaat na khauf-e-kazaa madine mein,
Namaaz-e-ishq karenge adaa madine mein,
Barah-e-raas hai rah-e-Khuda madine mein,...
Aao madine chale (x2)
Aao madine chale, isi mahine chale,
Aao madine chale..
Maikasho aao aao, madine chaley,
Madine chale (x3)..
Tast-e-saaqi ye kausar se peene chaley,
Yaad rakho agar, yaad rakho agar,
Uth gayi ek nazar,
Jitne khaali hai sab jaam bhar jaayenge.. (x2)
Tajdar-e-haram (x2),
Khauf-e-toofan hai, bijlio ka hai dar (x2),
Sakht mushkil hai Aaqa, kidhar jaaye hum (x2),
Aap hi gar na lenge, humaari khabar,
Hum museebat ke maarey kidhar jaayenge.. (x2)
Tajdar-e-haram (x2),
Ya mustafa,
Ya mujtaba,
Erahum lala ,
Dast-e-hama,
Daama tuhi,
Mann aasiyam,
Mann aajizam,
Mann bekasam,
Haal-e-mara,
Pursan tuhi, pursan tuhi,
Ae mujhtabe zumbar fishah,
Paike Naseem-e-Sub hadam,
Aye Chargaar Insa-nafas,
Aye Muleshe beemar-e-gham,
Aye Qaasid-e-parkhandapaye,
Tujh ko usi gul ki kasam,
Innal taya ree hass saba,
Yauman ila-ardil-haram,
Balligh salaami roza tann,
Fi-han Nabi-al-mohtaram,
Tajar-e-haram, ho nigaah-e-karam,
Hum ghareebon ke din bhi sanwar jaayenge,
Haami-e-bekassan, kya kahega jahaan,
Aapke dar se khaali agar jaayenge...
Tajdar-e-haram (x2)